Tawheed O Ihsaan User Reviews

Top reviews

Allah aapse Razi ho Affan bhai

Tawheed O Ihsaan app waqai ek lajawab koshish h. Live bayan, recordings aur kitabo ka itna accha intezam dekh kar dil khush ho gaya. Allah taala is kaam ko mazeed taraqqi de aur isay logon ke liye hidayat ka zariya banaye. Ameen.